Pages

Sunday, November 22, 2009

Tu Jaane Na (Unplugged) - Kailash Kher




Kaise bataye kyun tujhko chahe

Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baki aankhe tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Mil ke bhi hum na mile
Tumse na jane kyun
Milon ke hai fasle
Tumse najaane kyun
Anjane hain silsile
Tum se na jaane kyun
Sapne hai palkon tale
Tum se na jaane kyun

Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baki aankhe tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Nigahon mein dekho meri jo hai bas gaya
Woh hai milta tumse hoobahu
Jane teri aankhen thi
Y
a baatein thi wajah
Huye tum jo dil ki arzoo
Tum paas ho ke bhi
Tum aas ho ke bhi
E
hsaaas ho ke bhi
Apne nahi

Aise hai humko gile
Tum se na jane kyun
Milon ki hai fasle
Tumse najaane kyun
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

Khayalon mein lakhon batein
Yun toh keh gaya
Bola kuch na tere samne
H
uye na begane bhi tum
H
o ke aur ke
Dekho tum mere hi bane
Afsoos hota hai
Dil bhi yeh rota hai
Sapne sanjota hai
Pagla hua soche yeh
H
um the mil
Un se najane kyun

Milon ke hai fasle
Tumse najaane kyun

Kaise bataye kyun tujhko chahe
Yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baki aankhe tujhe samjhayen
Tu jaane na
Tu jaane na

Tu jaane na
Tu jaane na

2 comments:

Followers